MyLyricsFinder

ishaare.

Arslan

00:17.58 “Main girta hi jaa raha”

Lyrics Timed, click a line to jump

Mujhe karti ishara
Teri nigah hai
Kaise sambhalu
Main girta hi jaa raha
Main rokhu bhi
Toh kaise hi
Khud pe kabu na haan
Ye ishare
Teri nigah hai
Aur dil ye bechara
Main rokhu bhi
Toh kaise hi
Kabu na
Yaha har taraf hai har tarah ki mushkilate
Lekin tu maram aur mera ikhtifaq hai
Jaha zindagi ki keemat nahi main hu waha se
Main chal ke pahuncha kaanto pe yaha gun guna ke
Daman nahi raha berang se toh mujhpe daag hai
Meri zindagi hai rap kalam sher jahaan se
Main kaafi hu bechain woh kehte jo bhi jaante
Mera ek hi khwaab hai woh hi baap mere khayal se
Tujhe dekh ke laga main jaanta tujhe hum mile hai kahin toh pehle bhi
Jaise thi teri hi kami main feel karu pura ab saat
Tera chodu na kabhi bhi zaat
Tere jeene aasaan hai koi khumar
Tu baaki hai duniya hai bare bhi
Shaayad hai mere amal hai
Bana jo tu mera karibi
Uff teri ye sadgi
Tu hi tamanna aur aashiqui
Lage mujhe duniya ye aarzi
Jab tu
Mujhe karti ishara
Teri nigah hai
Kaise sambhalu
Main girta hi jaa raha
Main rokhu bhi
Toh kaise hi
Khud pe kabu na haan
Ye ishare
Teri nigah hai
Aur dil ye bechara
Main rokhu bhi
Toh kaise hi
Kabu na
Ye duniya chhodu koi fikr na tu na jaaye
Mere gum ko tu sajaaye jab tu milne aaye
Main ho chuki anjaanu yaha ki zindagi se
Yaha ki dillagi main mausiqui nahi jo tu sunaye
Ye bas nahi ishara ye thikana
Meri bebasi ka yaara ban chuka hai tu sirana
Jisme let ke main zakhm-e-dil bayaan karu
Tu bande sheere ha ho jaaye aise jaisa aankhon ka nazara
Aur darr ke chalte hu yaha ki bheed main main
Milte neend main tujhe tu need main main
Har kisi hansi khushi aur teese main main
Ye aansu sukhi jaate jab tu haath tha main
Chhodna nahi
Haan tu mera hi
Main teri ho chuki hu
Tujhme hi basi hu
Chhodna nahi
Haan tu mera hi
Tu kas ke thaam hai mujhko
Mujhe karti ishara
Teri nigah hai
Kaise sambhalu
Main girta hi jaa raha
Main rokhu bhi
Toh kaise hi
Khud pe kabu na haan
Ye ishare
Teri nigah hai
Aur dil ye bechara
Main rokhu bhi
Toh kaise hi
Kabu na

Can't get it out of your head? Play “ishaare.” yourself.