Lyrics
Kuch yaadein toh abhi
Adatein meri satati hongi
Tera yun darna fasla rakhna I get it baby
Tere jaane se meine dekha jo aina
Lemme tell you baat sunein ye dil to aaye na
Yakeen to karo na
Aise to daro na
Mei wahi hoon par ab mei woh nahi
Sunleta sab ki sehta par nahi
Hmm
Shayad abhi woh rehti kami
Mei nahi keh raha mei sahi
Paiso mobaye se mere kasam se bus mei nahi
Badla mei kaise kahoon
Baatein to karte sabhi
Choti si bas yeh iltaja
Itni si arzoo
Arse ki justajoo
Mei badla tere bin
Aur chahiye ab bas tu
Hai meri arzoo
Tu ne yeh charsoo
You know mera junoon
Banna tera sukoon
Koshish koshish karun mei har roz
Sazish sazish kare jo log
Honestly I dont give a fuck
Bharosa kar tu meri neeyat par
Notice notice karun mei tere dost
It's okay okay mei janu teri soch
You're so stiff
On what you want and what you don't
Just focus focus
We got this
Shayad ab bhi woh rehti kami
Mei nahi keh raha mei sahi
Paiso mobaye se mere kasam se bus mei nahi
Badla mei kaise kahoon
Baatein to karte sabhi
Choti si bas yeh iltaja
Itni si arzoo
Arse ki justajoo
Mei badla tere bin
Aur chahiye ab bas tu
Hai meri arzoo
Tu ne yeh charsoo
You know mera junoon
Banna tera sukoon
Can't get it out of your head? Play “Changes” yourself.