Lyrics
(Yeah)
Karna nahi pyaar naahi rakhne abhi vaaste
Badal gaya waqt jab hum tere liye khaas the
Socha tha ke auron ki tarah banegi meri bhi kahani
Magar khuda ke kuchh alag hi the raaste
Ab badhne lage faasle vo jabse hue haadse
Kaise karu hate aakhir pyaar kiya aap se
Khule nahi aaj tak hum dono ke jo raaz the
Dekh jode hue haath yeh ke jeena nahi aaj se
Ab jalne lage raakh me is seene me ek aag si
Thought that I moved on par yaad aati aaj bhi
Tasveeron me haste hue dekh tujhe chehre pe hai
Aansu mere bani hai yeh aadat har ek raat ki
Toota hua khud hi jaane kaise tera saath du
Zakhamon ko chhu kar tere naam ka mai bhaap du
Chhod dunga rona mai akele me aur rahunga mai khush
Kabhi aake mere thaam le jo haath tu
Ab hoti nai baatein vo pehle jaisi
Aakhir tujh me ab itna guroor..kyu?
Jaane is duniya ki kaisi nazar lagi
Hone lagi mujhse door..tu
Nafrat hai dil me is tere
Mai jaanu na aakhir kya mera kasoor
Yun..kaise mai jaane du tujhko tu apni thi
Mai bhi toh thoda majboor..hu
Bol kya vo baatein apni farzi thi?
Kaise kosu tujhe meri bhi toh galti thi
Kitne logo ne aake kari burai tere baare
Fir bhi pyaar karna tujhe meri marzi thi
Khuda ko yeh arzi di juda mujhe kar na de
Hai vo fool si toh badal uske rang na de
Fir bhi kiya usne vahi vo ab kabhi mujhe milti nai
Jaana maine meri uparwale se bhi banti nai
Back after break it was third day of ours
Mujhe din hai vo yaad it was birthday of yours
Saare din mai tha gayab apne kamre me band
Was in pain why I'm not in the closest of yours
Na koi call na koi text ke reply kiye maine
Socha tere jaise mai bhi hadd paar karu mera
Mere doston ko laga that I have gone from this life
Itna sab ho gya fir bhi intezaar karu tera like damn!
Ab hoti nai baatein vo pehle jaisi
Aakhir tujh me ab itna guroor..kyu?
Jaane is duniya ki kaisi nazar lagi
Hone lagi mujhse door..tu
Nafrat hai dil me is tere
Mai jaanu na aakhir kya mera kasoor
Yun..kaise mai jaane du tujhko tu apni thi
Mai bhi toh thoda majboor..hu
Ab hoti nai baatein vo pehle jaisi
Aakhir tujh me ab itna guroor..kyu?
Jaane is duniya ki kaisi nazar lagi
Hone lagi mujhse door..tu
Nafrat hai dil me is tere
Mai jaanu na aakhir kya mera kasoor
Yun..kaise mai jaane du tujhko tu apni thi
Mai bhi toh thoda majboor..hu
Kabhi toh aake puchhle
Woah
Kabhi toh aake puchhle
Woah
Kabhi toh aake puchhle
Woah
Kabhi toh aake puchhle
Woah