MyLyricsFinder

Lyrics

MALE Hey hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, hey hey hey hey hey hey Barsaat ke din aaye, mulaaqaat ke din aaye Betaabiyon ke sharaare bichhe hain Yeh saawan ki rimjhim jhadi hai Kadam bekhudi mein bahekne lage hain Yeh madhoshiyon ki ghadi hai Barsaat ke din aaye, mulaaqaat ke din aaye Hum soch mein the jinke, us raat ke din aaye Barsaat ke din aaye, barsaat ke din aaye Hey hey hey hey hey hey FEMALE Jalte rahe hum khayaalon ki lau se Sahi humne barson judaai Chham chham barasti suhaani ghata ne Ajab si agan hai lagaayi Barsaat ke din aaye, mulaaqaat ke din aaye Hum soch mein the jinke, us raat ke din aaye Barsaat ke din aaye, barsaat ke din aaye Aah aah aah aah aah MALE Na tum hosh mein ho, na hum hosh mein hai Bahek jaaye na tum sambhaalo hamein FEMALE Guzaarish yehi hai tamannaaon ki Sanam baazuon mein uthaa lo hamein MALE Jazbaat ke din aaye, mulaaqaat ke din aaye Hum soch mein the jinke, us raat ke din aaye Barsaat ke din aaye, barsaat ke din aaye Deewaani deewaani, jawaani mastaani Garm saanson mein toofaan hai Deewaana deewaana, sama hai deewaana Zara si chaahat ki beimaan hai FEMALE Dhuaan sa uthe hai kahin jism se Kaho baadalon se baraste rahe MALE Saha jaaye na yeh judaai ka gham Bhala kab talak hum taraste rahe FEMALE Baaraat ke din aaye, mulaaqaat ke din aaye Hum soch mein the jinke, us raat ke din aaye MALE Barsaat ke din aaye FEMALE Barsaaat ke din aaye MALE Hey hey hey hey hey hey, hey hey hey hey Hey hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, hey hey hey hey hey hey

Can't get it out of your head? Play “Barsaat” yourself.