Lyrics
Mere Ass Paas Koi Nhi
Kyu ki Sab Saanp Saath h
Kuch Dost Mere Khaas Bane
Kuch Bane Saale Saanp hai
Jo Log mere Saath hai
Unhe Dunga Mera Name Main
Mujhe Niche Girane Ki
Tum Rahoge Umeed Me
Mere Ass Paas Koi Nhi
Kyu ki Sab Saanp Saath h
Kuch Dost Mere Khaas Bane
Kuch Bane Saale Saanp hai
Jo Log mere Saath hai
Unhe Dunga Mera Name Main
Mujhe Niche Girane Ki
Tum Rahoge Umeed Me
Meri kismat ko badla Maine mere haath se
Khade jiske saath the wahi saale saanp the
Unkon Pata Nhi Main Hi huMahakal Ka Roop
Jitne Saanp The
Sabhi mere naam se kaapte
Mera Game Bana Same Badla Banda Nhi Hu Same
Mera Gana Maine Drop Kara Bhai Full Aim
Best Of Fuck Album Se Mera Nhi Hua Name
Fir Bhi Dark Side Ep Se Badl Dunga Game
Ha Galati Dosto ki Nahi Galti Hoti Hai Felings ki
Ladki Ke chakkar Me Apni Kill Krte Feelings Bhi
Kaafi Kathor Ho Gaye Abhi sabke Dil
Ankhon Se Ansu Behete Jarurat Nhi Seiling ki
3 Dost Khush Jabhi Teeno Saath The
Tight Apne Bonds Jaise Chemistry ke parts The
Pehele khushi khushi ek dusre ko the maarte
Vo Tera Ego Tha Kar Diya Tujhe Maaf Be
Mera Vision Reheta High
Aur Rap Mera Top Knotch
Teri Public Mere Saath bole
Why You Fuck Urs Ops
Mera Man meri marji
Tu Bolne Wala Kaun
Fuck Tere Saath Khada
Maan Le tu mujhe God
God Maan mujhe
Kyu ki Naam Mera Burnt
Burnt Jala Ag Me
To Ban Gaya Burnz
Zeus Khada Game Me
To kar dala fun
Agg Daali Bars Me
To Hogye Sab Bhasm
God Maan mujhe
Naam Mera Burnt
Burnt Jala Ag Me
To Ban Gaya Burnz
Zeus Khada Game Me
To kar dala fun
Bijli Daali Bars Me
To Bole kyu Ruk Burnz
Mere Ass Paas Koi Nhi
Kyu ki Sab Saanp Saath h
Kuch Dost Mere Khaas Bane
Kuch Bane Saale Saanp hai
Jo Log mere Saath hai
Unhe Dunga Mera Name Main
Mujhe Niche Girane Ki
Tum Rahoge Umeed Me
Mere Ass Paas Koi Nhi
Kyu ki Sab Saanp Saath h
Kuch Dost Mere Khaas Bane
Kuch Bane Saale Saanp hai
Jo Log mere Saath hai
Unhe Dunga Mera Name Main
Mujhe Niche Girane Ki
Tum Rahoge Umeed Me
Kahi Na Kahi Mere Dosto Me Kami Hai
Snake Mere Saath Tbhi Life Meri sahi hai
Wahi Mujhe Kitna Kuch Abhi Sikhate
Jeeya Nahi Jata Kyuki Marna Lgta shi h
Abhi Music Me Beet Jata Mera Sara Din
Me hi mohhamd Ali Hu Mehi Mike Tyson
Tujhe Jeetne Ka Man Kyu ki Samne Hai burz
Khwaaish teri Puri Karu Jaise Main Hi zin
Itna Safal Bhi Nhi Hona
Ki Main Stress Leke Chalu
Self Obessed Hota Khudse
Bola khudko maine Love uh
Krishna Mere Piche Laga
Kyu ki Karne Mujhe Purseue
Nishana Mera Shateek Laga
Kyu Ki Main hu arjun
Kaatta Maine anghutha
Par Dunga Nahi Main Dakshina
Saath Mere Jo bhi Ho
Unko Deta Sab Shika
Jeena Nahi Ata Tabhi
Bharosa Rakha Sabpe Tha
Snake Bite Mara Tujhe
Tabse Mere Bash Me Tha
Mere Ass Paas Koi Nhi
Kyu ki Sab Saanp Saath h
Kuch Dost Mere Khaas Bane
Kuch Bane Saale Saanp hai
Jo Log mere Saath hai
Unhe Dunga Mera Name Main
Mujhe Niche Girane Ki
Tum Rahoge Umeed Me
Mere Ass Paas Koi Nhi
Kyu ki Sab Saanp Saath h
Kuch Dost Mere Khaas Bane
Kuch Bane Saale Saanp hai
Jo Log mere Saath hai
Unhe Dunga Mera Name Main
Mujhe Niche Girane Ki
Tum Rahoge Umeed Me
Can't get it out of your head? Play “Snake Bite” yourself.