Lyrics Timed, click a line to jump
Baaton ki Mazaar pe, Baatein hi chadhti hain
Baaton ki Daal se, Baatein utarti hain
Baatein halaal hai, Baatein ye farzi hai
Baadalo mein imaaratein, Toofano se darti hain
Hausla, Har majaal tod degi
Ye Bala, Har kamaal tod degi
Ghadi Ghadi karta hai dil ke
Ye gardan marod dun teri
Ghadi Ghadi karta hai dil ke
Ye saansein nichod dun teri
Hausla, Har majaal tod degi
Ye Bala, Har kamaal tod degi