MyLyricsFinder

Roohi

daudd

00:34.75 “Asmaan ke faaslon pe tu hai itna dur”

Lyrics Timed, click a line to jump

Dil ki kashish mein mein dil mein rahoon
Asmaan ke faaslon pe tu hai itna dur
Sar pe charha lun tujhe per tu karta ghuroor
Jitnay jawab diye tunay ye sach hain ya jhoot?
Teri ye rooh
Doob raha hun mein
Doob raha hun mein
Sach hai ya jhoot
Tera ghuroor
Pooch raha hun mein
Pooch raha hun mein
Tera qasoor
Sach hai ya jhoot?
Dhund raha hun mein
Dhund raha hun mein
Ooh

Can't get it out of your head? Play “Roohi” yourself.