Kar le tu mere dil par kabu
Diya maine tujhe mauka le
Pata jana kaise khud ko bachalu main
Tere jaadu se
Tere chahe teri aankhon mein jhaanku
Aaja itne kareeb mere
Nazron se mere dekh le khud ko tu
Tera jaadu ye
Thoda sa behka sa main
Thodi si behki si tu
Aaja kareeb mere hothon se
Hothon ki hone de guftagu
Paagal hua jau main
Paagal banaye bhi tu
Dono hi pagal hai dekho zara
Jaise dono hi ho hubahu
Ho tere haathon mein sukoon
Tere baahon mein junoon
Bas tera junoon, junoon
Ho tere baahon mein sukoon
Tere haathon mein junoon
Tera bas junoon, junoon
Mainu aise na tu rok ve baliye
Main raah tere chaliye tu naal mere chaliye
Chalo hon hath padiye
Naal naina ladiye
Mainu lagdi tu fariye, fariye
Baatein meri saari tere hi baare
Kaise karti tu dekho mujhko ishaare
Bas tere aage dekho dil haare
Dil haare hokar bekaabu
Ho tere haathon mein sukoon
Tere baahon mein junoon
Bas tera junoon, junoon
Ho tere baahon mein sukoon
Tere haathon mein junoon
Tera bas junoon, junoon