Lyrics
Halki Halki boonde hai barsi
Tum bhi vahi bheeg Jaana
Iss baar aao jo milne
Barish bhi sang le aana
Mausam ki ho
Pehli barish
Mausam ki ho
Pehli barish
Bheeg sang
Mere Jaana!
Barsaatein aayi hai
Tum bhi aa jaao na
Milne ki khwahish hai
Aake mil jaao na
Barsaatein aayi hai
Tum bhi aa jaao na
Milne ki khwahish hai
Aake mil jaao na
Pani ke Rang mein tum
Rang ke yu Aayi ho
Hum ko bhi Jaana
Yu Rang do naa..
Lagta hai aaj kyu
Badal aur bijli sa
Humpe ye Ishq
Yu Barsega...
Tarse gaa na
Dil ye dubara
Tarse gaa na
Dil ye dubara
Itna jo bin tere tarsa
Pichli barish mein
Tum milne aaye the
Iss mausam mein phir
Aake mil jaao na
Barsaatein aayi hai
Tum bhi aa jao na
Milne ki khwahish hai
Aake mil jaao naa
Barsaatein aayi hai
Tum bhi aa jao na
Milne ki khwahish hai
Aake mil jaao naa