Lyrics
Ye jo hai baate purani
Kahani me jo na badle
Chhod Gaye tum beparvah
Saath na nibha paye re
Nibha paye re
Wo jo hai dhun humari
Sangeet me jo na badle
Chhod Gaye tum beparvah
Saath na nibha paye re
Nibha paye re
Khushi ke pal churake
Ibadat ka diya dilasa
Chhod Gaye tum beparvah
Sath na nibha paye re
Nibha paye re
Shikayat hum kisse kare bewafa thehre ye dil ke
Khwaishe bina kinare, jaisi hai zindagi uski
Khoye hue o parinde, bina pankh fase tum ho,
Shayar ki gazal ki tarah kisike ke liye tum ho
Khushi ke pal churake
Ibadat ka diya dilasa
Chhod Gaye tum beparvah
Saath na nibha paye re
Nibha paye re
Aayne jaisi tum ho
Khubsurti sharmaye
Raaz me batau kaise
Dekh tujhe dil ghabraye
Kaisa hai yeh ishq, hum dum
Batade mujhe ab sab
Chhupa na paye kuch tum,
Jhut kahoge kab tak
Shikayat hum kisse kare bewafa thehre ye dil ke
Khwaishe bina kinare, jaise hai zindagi uski
Khoye hue o parindey, bina pankh fase tum ho,
Shayar ki gazal ki tarah kisike ke liye tum ho
Can't get it out of your head? Play “Bichda” yourself.