MyLyricsFinder

Chal Chale

James

00:41.92 “Band darwaze kar, sabse ho beqabar”

Lyrics Timed, click a line to jump

Chal-chale apne ghar, ai mere humsafar
Band darwaze kar, sabse ho beqabar
Pyar dono karen raat bhar tūtkar
Chal-chale apne ghar, humsafar
Chal-chale apne ghar, humsafar
♪
Na jahān bhīṛ ho, na jahān bhar ke log
Na shahar mein basē lākhōn logōn kā shor
Chand lamhein tū inse mujhe dūr kar
Chal-chale apne ghar, humsafar
Chal-chale apne ghar, humsafar
♪
Dūriyān de mitā, jo bhī hai darmiyān
Āj kuch aise mil, ek ho jāē̃ jān
Bhar mujhe bāhōn mein, le dūbhā chāh mein
Pyar kar tū bepanāh, khatm bechain rāton ke ho silsile
Yū̃ laga le mujhe āj apne gale
Khol har bandishē̃, āj mujh mein utar
Chal-chale apne ghar, humsafar
Chal-chale apne ghar, humsafar
Chal-chale apne ghar, humsafar

Can't get it out of your head? Play “Chal Chale” yourself.