MyLyricsFinder

Lyrics

God mere saath, acche log milte hain haath Show pe hain laakh, mushkile chhoti si baat Pad ja na kisi ke pair, padti yaha namro pe laat Hater hain gair, gairo se karte ni baat Mante nahi khud ko bhagwaan Karte nahi sab ko ham maaf Dete nahi sab ko duaa Karna tha sab ka bhala Music se mil gia raah Mil gaya raah Mil gaya raah Music se mil gaya- Mil gaya raah Mil gaya raah Music se mila vishwaas Samaaj me bhari jab shor Music me teri awaz Rapper failate shaitan Tune sikhaye meko na dena bhaw Na dena fuck Tune sikhaye meko jitega love Hamesha jitega pyaar Dilli me zindagi hard Par tere bhi sab the khilaaf Chadha tu krus pe, the kon tere saath? Bachpan se kon mere saath? God mere saath Dharti pe jannat ka raaj Tera chamkile kaato ka taaj Mil gia (Veshya hatao! Veshya hatayenge!) Music se mil gia (Veshya hatayenge! Veshya hatao!) Mil gia saap (Veshya hatao!) Music se mil gia jhaat (Veshya hatayenge!) Apne pe dhyaan, ilaake me ghar hote naash Public ko mangta ""vikaas"" 6kke log karte bas naach 6kke log mangte bas bheekh Namro ko milta samman Randi log lete hain fees Khaali pet pe ny mangneka pyaar Dharmi log mante ni haar Londe log lagte anek Stage pe mai lagti hu star (eyy) Ban gayi hu star (eyy, yuh) Ban gai hu star Upar ni dekhte kyu? Farsh pe hai aankh Upar ni dekhte kyu? Chaalu hai kaam Taalu mai hate, paalu na saap Dusre ke dhandhe pe daalu na haath Dusre ke jalne pe maan lu na haar Barabari nahi, kanuni baat Naap ke apmaan, baat karu maap ke tapmaan Dilli me saans, lung se hi aati hain bars Dilli me class, garib log ameer ke paas Dilli me AAP, thulle ke apne dimag Ameer log dekhte hain films Gareeb log dekhte hain khwaab ""Saadhu"" log dekhte hain jaat Majboor log dekhte insaan Dharmi log dekhte kitaab Bhool ja na apna khuda God tere saath, bhool ja na apna khuda God mere sath, ache log milte hain haath Show pe hain lakh, mushkile chhoti si bat Pad ja na kisi ke pair, padti yaha namro pe laat Hater hai gair, gairo se karte ni baat Mante ni khud ko bhagvaan Karte ni sab ko ham maaf Dete ni sab ko dua Karna tha sab ka bhala Music se mil gia raah

Can't get it out of your head? Play “Dua” yourself.