Lyrics Timed, click a line to jump
Humne kiye aise sawal
Jinka mila na jawab unse
Toot gaya mera jahaan
Jisko dhaage se banaya bunke
Ajnabi huye wo jo kabhi the apne
Aye na fir kabhi milne mudke vo hum rishte kya hi rakhte
Na-dani, na-samjhi unki ya kuch bhi kehlo
Humko bin kahe alvida
Wo hue laapata
Ab dhoondhein kahan hum
Unke nisha
Wo hue laapata
Na duri kate - hain darmiyaan
Ab har ek aayine mein tera hi aks hai
Tera ruthke chale jana kyu bada bewaqt hai
Tera chehra nigaahon mein kuch aise rakhke chala hun
Mukhtasar na bhi ho manzil, main tera banke raha hu
Tum kahi dur
Chale gaye ho, ye kyu hua hai
Mujhko chur...
Kar chale chuke ho, ye sab kya hai
Wo hue laapata
Dhoondhein kahan hum
Unke nisha
Wo hue laapata
Na duri kate hain darmiyaan
Ajnabi huye wo jo kabhi the apne
Aye na fir kabhi milne vo hum rishte kya hi rakte
Na-dani, na-samjhi unki ya kuch bhi kehlo
Humko bin kahe alvida
Wo hue laapata
Can't get it out of your head? Play “Laapata” yourself.