MyLyricsFinder

Win

Meme Machine

Lyrics

Haar nahi pata khali win Haar nahi pata khali win Dekhe maine kaise kaise din Maa bole beta khali gin gin gin gin gin Haar nahi pata khali win Dekhe maine kaise kaise din Maa bole beta khali gin gin gin gin gin Ayy gin raha hu rokre Banata mehel main girata nai jhopre Ye saare hai dogle, ye saare hai dogle Saare hai dogle Main chal raha hun mauj main Apne hi khoj main Kar raha hun shows main Abb rehta hun hosh main Sikha sab kuch maine khud se Pehle tha bharosa nai khud pe Ajj dekho main pohcha kaha Aur tu baitha waha kar raha hate saale kutte Ay main aur meri team Machate pura saal Rehte lowkey hum na karte hai bawal Haar nahi pata khali win Dekhe maine kaise kaise din Maa bole beta khali gin gin gin gin gin Haar nahi pata khali win Dekhe maine kaise kaise din Maa bole beta khali gin gin gin gin gin Ay kama raha hai chokra Khali kar diya mera dukho ka tokra Kha raha hain okkra Mujhe kush dekh ke inka sujh ta hai thobda Ab Henny hai glass main Shawty bhi pass mein fly karu class main Buss jana hai stars pe Ye nakli rappper saale atkele mars pe Ye atkele bars pe Main karta hun month ki tu aake ukhar le Ye bole buss hard de Meri maa mujhe bole buss phaad de Teri negative feelings ko maar de Ye music se healing tu aan de Pehle khane ke hote the wande Abb ye bachkane apneko gyaan de Haar nahi pata khali win Dekhe maine kaise kaise din Maa bole beta khali gin gin gin gin gin Haar nahi pata khali win Dekhe maine kaise kaise din Maa bole beta khali gin gin gin gin gin