MyLyricsFinder

Beshumaar

Mitraz

Lyrics

Teri aankhon mein aasu aankhein meri nam bane Kaisa yeh alam hai khamosh pal tham gaye In boondo mein kaise chehra tera dikh sake Kaisa yeh alam hai hum khaakh se gum gaye Beshumaar pagal sa ishq tera mujhe dhoondha Kya ye khuda teri jannat hai ya hai pyaar... ha Beshumaar pagal sa ishq tera mujhe dhoondha Kya ye khuda teri kismat ka hai sauda Haule haule saasein meri chalti hai jo Kare pal bhar me ye batein teri sau Tode na toote kuch aisa tera khaab Ho haule haule saasein meri chalti hai jo Bin tere har pal ghutan si ho Tujhme bana hai mera kaaynaat Beshumaar pagal sa ishq tera mujhe dhoondha Kya ye khuda teri jannat hai ya hai pyaar Beshumaar pagal sa ishq tera mujhe dhoondha Kya ye khuda teri kismat ka hai sauda Seh sakta agar dil ye Ye sawal o saathiya Reh sakta takdeero Ka likha hua kaaynaat Har lamla har sapna bas tujhme hi ghar kare Kaisa yeh alam hai hum khaakh se gum gaye Beshumaar pagal sa ishq tera mujhe dhoondha Kya ye khuda teri jannat hai ya hai pyaar... ha Beshumaar pagal sa ishq tera mujhe dhoondha Kya ye khuda teri kismat ka hai sauda