MyLyricsFinder

Heavy Driver

Nazz

00:09.48 “Haathon pe thug life rahegi mere jalne tak”

Lyrics Timed, click a line to jump

This is 28
Haathon pe thug life rahegi mere jalne tak
Haathon pe thug life rahegi mere jalne tak
Haathon pe thug life rahegi mere jalne tak
11 vi umar se zubaan pe gande shabd
Sudhrega ya nahi poochhte bande sab
Main kehta nahi jaise main Sanjay Dutt
Main marne tak kabhi na chhodun hood
Jaise main Shweta Menon pe raaz kholun khoob
Aur ye bande sab bante todun gangsters
Inhe ghar pe chhodun main jaise Sonu Sood
Socha tha gang gang par ye hai mera vein
Sirf main mere saath jaise M&M
Kisi sundar ladki jaisa hai mera pen
Toh tera bhai bhi hai IPL cameraman
Movie ye bhai ki hai physics ignore karti
Rhymes ke saath mera dhyaan metaphors par bhi
Wo bole tera flow aur delivery on me foot
Toh ye delivery maine inhe yorker di
Ye jagah le nahi paayenge mere yahan pahunch kar bhi
Main heavy driver ye drive Paul Walker ki
Tabhi toh bolte mujhko mere bhai log haq se
Bete oh bete mauj kar di
Tera bhai aaya scene mein ye market khaane poora
Kaanphaad kaam jaise kaan pe chalte chura
Jaankaari jaan lo ya jaan se kar lo sulah
Bhai aaya scene mein ye market khaane
Tera bhai aaya scene mein ye market khaane
poora Kaanphaad kaam jaise kaan pe chalte chura
Jaankaari jaan lo ya jaan se kar lo sulah
Bhai aaya scene mein ye market khaane
Mere dost bache kam jaise muharrat ki date
Mera circle itna chhota jaise donut ki chhed
Gaane mein use kare hai maine kaafi saare memes
Jaise ye gaana directed by Robert B. Weide
Number 1 hai ye McDowell's sa flow
Wo kehte slow ho par ye na TikTokers ka slo-mo
Height mein toh tum jaisa normal par soch se
Aam so big jaise McDonald's ka logo
Fame milne pe tu jagmagaya
Style copy karke bhi tu dagmagaya
Nakli rapperon ke kaam pe paani pherne
Dekho Nazz naam ka yahan dabdaba aaya
Maine sab bataya tabhi haq jataaya
Main chup tha par dukhta tu nabz dabaaya
Yahan ke ladke saare jaise Indian idols
Seedha ghar mein ghuste agar ghar bataaya
Tera bhai aaya scene mein ye market khaane
Poora Kaanphaad kaam jaise kaan pe chalte chura
Jaankaari jaan lo ya jaan se kar lo sulah
Bhai aaya scene mein ye market khaane
Tera bhai aaya scene mein ye market khaane
Poora Kaanphaad kaam jaise kaan pe chalte chura
Jaankaari jaan lo ya jaan se kar lo sulah
Bhai aaya scene mein ye market khaane
Tera bhai
Tera bhai market khaane
Tera bhai market khaane

Can't get it out of your head? Play “Heavy Driver” yourself.