MyLyricsFinder

Soultrigger

Nok

Lyrics

Madad Kar Meri Do Jahano Ke Malik Musibat Meine Pukara Hai Tujh Ko Teri Bandagi To Meri Zindagi Hai Meri Zindagi Ka To Hasil Yahi Hai Me Sajde Pe Sajde Kiye Ja Raha Hu Ye Gardan Meri Tere Dar Par Jhuki Hai Qalam Pher De Khud Meri Har Khata Par Meine Mit Jau Kese Gawara Hai Mujh Ko Madad Kar Meri Do Jahano Ke Malik Musibat Meine Pukara Hai Tujh Ko Tera Naam Sattar Gaffar Bhi Hai Ye Banda To Aajiz Gunehgaar Bhi Hai Ilahi Mera Sar Sajde Me Rakha Zubaa Par Meri Aaj Iqraar Bhi Hai Zamaane Se Munh Mod Kar Aa Gaya Hu Faqat Ek Tera Sahara Hai Mujh Ko Mere Haath Uthte Nahi Hai Duwa Ko Kabhi Ger Ke Dar Pe Ja Kar Khudaya Tu Hajat Rawa Hai Tu Mushkil Khusha Hai Isi Baat Par To Me Imaan Laya Har Ek Shai Hai Qabzaye Qudrat Me Teri Ye Imaan Jaan Se Bhi Piyara Hai Mujh Ko Madad Kar Meri Do Jahano Ke Malik Musibat Meine Pukara Hai Tujh Ko