MyLyricsFinder

Prem

Nunchux

00:07.84 “Or aap mere liye wahi ho”

Lyrics Timed, click a line to jump

... Aapko pata hai 75 hazar phoolon mein se ek kesar nikalta hai,haa
Are sacchi
Or aap mere liye wahi ho
Are mazak thodi kar rha hu
Kasam se
Ni kale chhodu aage piche ghumu puri shyaam tere
Teri baaton ko naa maanu aage tere haar jati hu
Tera naam gaati kyu?
Kesar prem mein gholi jo rang laal jaati hu
Prem mein hoti hai maafi
Hota hai krodh or hasi or so mazak
Par prem jesa koi nhi khubsurat
Ussi prem pe tike hai sau jahan
Uss prem se mujhe bhot prem hai
Bhale vo lad le mujh se das-sau dafa
Par prem hai tabhi to rok leta hu mai khoj leta tumhe har jagah
Prem sara jahan
Ho ujiyaara vahan
Ho jaye tujhko chhune se
Zakham joone the
Man jo paak
Ye duniya kya soche ki chhina jo sab mera tab bhi bacha andar prem
Ye jeevan ka saar mere baatein bas khushi or bhare na kisi ke nain
Aapno mein kabhi kra ni mein bhed
Nafrat mein kabhi hua nhi mein kaid
Aankhon mein mayusi kabhi or chehra udaasi pr humesha seene mei
Prem prem prem
Khoya mera chain vain sab
Naino ka fer ver hua to bhula mein khair vair sab
Chale sab zehen mein tez tez
Vo laakhon ki bheedo mein khadi ho
Dikhe vo swarnim aur chamke bas ek ek
Puje priya ju shyaam
Vo do premi k naam
Jese ho pura dhaam
Brij ho tum mera
Kishori ki lori sunke so chuka
Kholuga na naina naina naina
Or ho gyi raina
Or naina jab kholu to phir yahi rehna
Prem prem prem kanha kuch krdo ki bache bas dene ko prem mere pass
Or duniya bas bole sirf prem ki boli
Ki bhar jaye ye sukhe se nain
Kesar ye praan
Tu rango si shyaam

Can't get it out of your head? Play “Prem” yourself.