MyLyricsFinder

Ek Interview

Psya

Lyrics

Ayy wassup? Kal pata hai kya hua? Kal job interview mein mujhse pucha who are you? introduce yourself Tab Kuch bol hi nai paya toh yeh mera jawab Naam hai Psya kahin na kahin se aaya Ek zabaan do aankh kaan Naak ek Haath do tang psya Fir bhi na bola na kuch hi bol paya Jaanega ke kya karega jaanke tu Dilli ka 1 number rapper tera bhai mai hun Kabhi tu dekh andhere ke peechay Tu hi khada hai Ussi raat mein samya tera saya mai hoon Kya? Sar ke oopar ya sar ke paar? Kabhi kabhi aye mujhe bas yeh vichaar Aaya toh hun padhke job mai lene Par mai jhelu kaise hora jo bhi desh mein bahar (Sunn) Sadke tooti Ghar ke oopar chhat hai footi Ladke ghoome nange Neta jhooti karte baatein Looti janta Khaake paise Yunhi fir voh baatein jhoki Aankhon mein dabake raatein Rookhi roti khake Shaamein bhooki Karne bhaage ghar se jo bhi Milta hai Kmake roti maa roti hai kyunki Raaton ko chain se na pa voh soti hai Sochi hain usne baatein kuch kabhi na sachh jo hoti hain Hoti hai BT hoti hai mujhe yeh BT hoti hai Mujhe toh hoti hai yaar Tumhe nai hoti? Honi toh chahiye Fir usne poocha mujhse kya hain meri hobbies? Rap karta hun kabhi kabhi mai chhod baki Kyun hi karni aapa dhaapi fir voh baatein kaati Aade jaati saari raati Waqt kaafi khaati jaise bhookha haathi Par mai pakka gaya thoda sa haan thakk gaya Jo bhi pucha usne aage voh bhi thoda bakk gaya Par in general yehi keh sakta hun ki Tera bhai wahan Interview mein mai hagg gaya Aisa waisa life mein kuch nai chahiye Jaisa sapna dekha vaisa koi sachh aa gire toh Raaste mein saath leke usko bas Mai chal padunga paisa vaisa jaisa taisa Jab milega sai hai Zindagi mein aaj jhol bhi toh kai hain Par hume bhi bhai load BT nai hai 4 yaar 8 jaam 5 sachh mein Ek gaana mera pair tere baaki sapne Mai? Mai bhi toh vohi hun Do aankhein ek sapna Par shayad mere peechay dekhne wale hazaaron hai Toh unn sabki taraf se, meri taraf se Aur poori duniya ki taraf se yaar Jee lo zindagi