Lyrics
Tanhaiyan Badhti Gayi Charon Taraf
Gir Padi Gir Padi Manzilen Charon Taraf
Yaadon Ke Jis Tarah
Raste Bhi Jal Gaye Saari
Gardhishe Gardhishe Azade Charon Taraf
Haathon Ki Lakeerein
Sab Mit Gayi Dekho Kaise
Dehsatein Dehsatein Aabad Charon Taraf
Tanhaiyan Badhti Gayi Charon Taraf
Barishein..Khoon Ki
Chand Bhi Laal Hai
Khenchta Zindagi Ko
Koi Jaal Hain
Jhooth Hi Jhooth Hain
Sach Kahin Aaj To
Sharm Se Mar Gaya
Haathon Ki Lakeerein
Sab Mit Gayi Dekho Kaise
Dehsatein Dehsatein Aabad Charon Taraf
Zindagi Ki Shej Pe
Maut Sajne Lagi
Ik Qayamat Ki Dhun
Saath Bajne Lagi
Jhooth Hi Jhooth Hain
Sach Kahin Aaj To
Sharm Se Mar Gaya
Haathon Ki Lakeerein
Sab Mit Gayi Dekho Kaise
Dehsatein Dehsatein Aabad Charon Taraf
Tanhaiyan Badhti Gayi Charon Taraf
Gir Padi Gir Padi Manzilein Charon Taraf
Yaadon Ke Jis Tarah
Raste Bhi Jal Gaye Saare
Gardhishe Gardhishe Azade Charon Taraf
Haathon Ki Lakeerein
Sab Mit Gayi Dekho Kaise
Dehsatein Dehsatein Aabad Charon Taraf
Tanhaiyan Badhti Gayi Charon Taraf.