Raat ka saaya chha raha hai
Suraj ghar ko jaa raha hai
Chandamama dekh ke tujhko
Kehna yeh phir chaa raha hai
Soo jaa waabon mein kho jaa
Raat ka saaya chha raha hai
Suraj ghar ko jaa raha hai
Chandamama dekh ke tujhko
Kehna yeh phir chaa raha hai
Soo jaa waabon mein kho jaa
Soo jaa, soo jaa, soo jaa, soo jaa
Soo jaa waabon mein kho jaa
Pariyon ke desh se
Ek pari aayegi khwaab mein
Tujhko phir woh apne saath le jaayegi ek baag mein
Woh aisi jagah hai jahan pyaar milta hai
Aur kantu ki jagah bhi jahan phool khilta hai
Pariyon ke desh se
Ek pari aayegi khwaab mein
Tujhko phir woh apne saath le jaayegi ek baag mein
Woh aisi jagah hai jahan pyaar milta hai
Aur kantu ki jagah bhi jahan phool khilta hai
Tabhi to raat ka saaya chha raha hai
Suraj ghar ko jaa raha hai
Chandamama dekh ke tujhko
Kehna yeh phir chaa raha hai
Soo jaa waabon mein kho jaa
Taaron ki chaaon se jhilmil karne aayengi
Chumti hawaon mein tujhko phir le jaayengi
Woh aisa manzar hai jahan aankhein roshan hai
Jidhar dil hai aaina aur daaman gulshan hai
Taaron ki chaaon mein jhilmil karne aayengi