MyLyricsFinder

Lyrics

Chahe hum sabhi itnahi sundar kal Jaise tham gaya hai aaj ka yeh pal Chahe hum sabhi itnahi sundar kal Jaise tham gaya hai aaj ka yeh pal Kitna pyaara hai, pyaara hai yeh pal...×2 Chahe hum sabhi itnahi sundar kal Jaise tham gaya hai aaj ka yeh pal Ankho me hai bas ek sapna ke Labon pe hai bas ek nagma Ke fasle ho kam, hum me doori na rahe Jisme raat aur din ka milna Jaise sehra me fulon ka khilna Aur pyar ka diya dil me ab jalta rahe. Aur uski roshni Yeh kehti rahe... yeh kehti rahe... Kitna pyara hai yeh pal. Chahe hum sabhi itnahi sundar kal Jaise tham gaya hai aaj ka yeh pal Kitna pyara hai yeh pal.

Can't get it out of your head? Play “Pal” yourself.