Lyrics
Bheed mein, tanhai mein, pyaas kee gaharaai mein
Dard mein, rusvaae mein muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Geet mein, shahnaae mein, khwaab mein, purvaai mein
Dhoop mein, parchaai mein muje tum yaad aathe ho

Teri chaahatein meri zindagi
Tere pyaar ko main bhula naa sakun
Teri chaahatein meri zindagi
Tere pyaar ko main bhula naa sakun
Karoon koshishen bhale raat-din
Tere aks ko main mitaa naa sakun
Pyaas kee gaharaai mein, bheed mein, tanhai mein
Dard mein, rusvaae mein muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Geet mein, shahnaae mein, khwaab mein, purvaai mein
Dhoop mein, parchaai mein muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Kabhi khwaab mein sochaa naa tha
Jeenaa padegaa tuje chhod ke
Kabhi khwaab mein sochaa naa tha
Jeenaa padegaa tuje chhod ke
Sanam, jo tera ishaara milee
Chali aaoon saaree qasam tod ke
Zulf kee ranai mein, bheed mein, tanhai mein
Dard mein, rusvaae mein muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Bheed mein, tanhai mein, pyaas kee gaharaai mein
Dard mein, rusvaae mein muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Geet mein, shahnaae mein, khwaab mein, purvaai mein
Dhoop mein, parchaai mein muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Muje tum yaad aathe ho
Can't get it out of your head? Play “Bheed Mein” yourself.
Find the sheet music