Lyrics Timed, click a line to jump
Waqt laga leken now i know
You've had enough of me
K mai nae jo the
Hum na?
Jab hum mileingai
Kehdete na
Ye waqt barbaad hai
Kehte k
Dard hai agey
Phir bhe dil paesh karta?
Mujhe kya pata?
Veeran bhe lagi tu
Jab dekhi maine asliat
Kasam khata hun k kabhi
Teri yaadh mai bhe soya na
Sacha samjhta tere ko
Ab ye kya kargayi
Bolo toh?
Ese phir mai raatein tolta
Kese tere meethe bol
Khush bhe toh kara tha ke
Kehte tere meethe bol
Khush bhe toh kia tha phir
Dil mai reh hi gaye
Wo meethe bol
Teri jaga mai raha
Kehte hi behgaya
Phir dhoka dekr bhekana
Ab tum ye na kaho k mai tujhe
Janta nae tha
Sab janta tha mai
Par tujhe manta tha mai
K jo bhe janta tha mai
Sach toh hai karwa
Mai jhoota toh tha
Par tumne dekha dia
Jo dil samjhta tha
Teri ankhon mai na dikhta tha
Mai manta hun k
Jo ankhon mai mujhe
Dikhti thi
Dekh ke sharmata hun mai
Ab jo mujhe dikhi
Wo toh wo nae?
Jiske liye dua kari
Ya ye jo raatein jo
Khilein pari hain
Haan chuuke bhe na milsaka
Miley na phir chutte dost
Kardi na phir raat kharab
Ab sitarein karein kya mile khoj?
Kardi na phir baat kharab
Kehke ye meethe bol
Teri jaga mai raha
Dhoka de kr bhekana