Lyrics
Oh
Oh, hey, what's—
Batao, aap bag phenk dete ho
Apne kapde phenk dete ho
Aur kaam nahi karte ho dhang se
Par maine khatti toffee khaayi hai
Main kuch bhi kar sakta hoon
Main backbencher, class ghusa back door se
Niche teen stripes, upar black Dolce
Ye chaunk jaate, line kheechu blackboard pe
Escape nahi kar paa rahe ladke black hole se
Main backbencher, class ghusa back door se
Niche teen stripes, upar black Dolce
Ye chaunk jaate, line kheechu blackboard pe
Escape nahi kar paa rahe ladke black hole se
Gaano mein matte sole aur mad voltage, crash course hai
Facts chhod ke trap mode mein dashboard pe stack dolte
Beta, wo strap khol de, track Coldplay, phatna mujhko [?] pe
Aadhe rapper ass, baaki asshole mein, stats bolte
Back-to-back Gold Flake, karle ja ke sar halka
Cap chhod de, gaane sarhad paar bajte lakh phones mein
Packs pe packs jodte, cash fluid to tap khol de
Beat-en bhardi casserole mein, tu jhuka reh niche, that's bad foreplay
Mileage deta kalam, shabd fuel bin Castrol ke
Zen mode se beast mode main Landour mein land ho ke
Beat-on pe backstroke, pehnu pant-coat, ye brash bolte
Darke rahiyo kutte se jab nikle saare cat's roll pe
Vaadi mein baitha, mazze le raha hoon bin passport ke
Gati naapun Fast Ford mein, zakhm bharta hash tol ke
Pahuncha nahi crap bol ke, last hope hai
Kala karti game lock, main laga ke baitha passcode chhe
We got a man down (Ha-ha), ab wo man floor pe (Yeah)
Wo bola "Main kahan hoon" (Kahan hain?)
Main bola "Smack chhod de" (Ha-ha)
Hai poora mad town (Woop), ameeron ke bankroll pe (Brr)
Tabhi jab ghusun chhe feet under, mujhe Manforce de
Main backbencher, class ghusa back door se
Niche teen stripes, upar black Dolce
Ye chaunk jaate, line kheechu blackboard pe
Escape nahi kar paa rahe ladke black hole se
Ab main backbencher
Class ghusa back door se
Niche teen stripes, upar black Dolce
Ye chaunk jaate, line kheechu blackboard pe
Escape nahi kar paa rahe ladke black hole se
Main backbencher, class ghusa— (Ayy, ayy)
Niche teen stripes, upar— (Ayy, ayy)
Ye chaunk jaate line, kheechun— (Ayy, ayy)
Escape nahi kar paa rahe ladke—
Main backbencher, class ghusa— (Ayy, ayy) (Ha-ha-ha-ha)
Niche teen stripes, upar— (Ayy, ayy) (Vichaar)
Ye chaunk jaate line, kheechun— (Ayy, ayy)
(Ilaaka Doon City, motherfuckers)
Escape nahi kar paa rahe ladke— (Ayy, ayy)
Can't get it out of your head? Play “BACKBENCHER” yourself.