Lyrics
I'm on my quest for love, par iske daam zyaada
We don't test the luck, jab kiya kaam aadha
Na contest tha par pata kaun gaand faada
Bulletproof vest leke lais hai, haramzaada
Mic pe jab aata to phir kha jaata
Vichaar dikhe jahaan aanch laata
Half-murder aatma ka
Khushi ke liye diya daam zyaada
Din ye ateet ka na bhoolun jab bhi kaampta tha
Din mein nazare, raat mein phoda scene, jaam kahaan tha?
Haathon mein khoon, mera khud se hi saamna tha
Emaan na tha, par ye maanana tha mile phal kaamana ka
Tabhi shaant sada, kabhi na hai eershya ka bhaav rakha
Par lage vish ka hai kadwa sa swaad laga
Saanp chadha seedha bheje pe baan pada
Diya aatma ko maar bhagaya bewajah
Shaapit ye jeet unke liye jo bhi de dagha
Khwaahishein hain jaanlewa, tabhi ilzaam le raha
Aakhir main bhi insaan thehra
Cash rules everything around me too
Karnaame na hain aam, yahi mera kaam keh raha
Main hoon pehla dera pehra, phir inaam le raha
Kaam gehra, ye emaan mera, tabhi jaan de raha
Aur phir jaan le raha
Qabool nahi tohfa kyunke launde dete gaand lehra
Ye leke aate full-clip, main seena taan de raha
Pasand haseena, par ilaaka uska Chaand Kheda
Juda zameen se, aur falak hai maqaam mera
Beech waali ungli upar hai, salaam tera
Deta nahi fuck, piya ko wo chhod ke gayi Rangoon
Paseena le chuka sukoon
Saaye aur bhay mein jeene ka shauq kam rakhta
Main wo garam khoon, main wo garam khoon
Junoon ke dhunve mein dhwast sukoon
Junoon ke dhunve mein dhwast sukoon
Junoon ke dhunve mein dhwast sukoon
(Junoon ke dhunve mein dhwast sukoon)
Yeah, ye chehron pe nahi maasoomi (Naah)
Bande bade Aflatoon (Sau taka)
Lit saare tunes like I'm Tunechi (Weezy)
Aa ja beta, khole teri kundli (Aaja)
Kismat to aise nahi footni (No-no)
If you put in the work too loosely (Facts)
Mujhe future ki chinta nahi, excuse me? (What?)
Now you wanna walk in my shoes B? (Haha)
Ain't no two-faced, na karta main catfishing
You fuck shit up, that's a scat fetish
I cherish the art, karta facts collect
Report card pe kam, lekin music mein
Max credits, fan messages, mad nashe aur cash lyrics
Andha paisa, laalach, bad bitches
Bad decisions, whack critics
Boy you lack the focus span, kaalpanik
Rakhun bars adhik
Rahun far away from the false prophets
Suffer the loss, celebrate profits
Look all the knowledge I gained from it
Mic pe bas bahta ye pain honest
Chahiye skills flawless, so I bank on it
Gatividhi tez, badi fan following
Buddy tere bhes dekhe, aa ja top dog se baat kar
Smoke baarood with paper like the Cali cartel
You a rookie far away while I shine Munawwar
Hua dukhi sansad, ye likhaavat ghaatak
Hua picky, pawn shop mein phir main karun nahi naatak
Dua karun dekhun fall-off nahi, ahmiyat jaankaar
Build karun space-worthy, main Ratnaakar jab
Rachayita is khel ka, tu ghutne tek na
End of debate, main nahi phir mud ke dekhta
Panther hai bhai, jaane tere paitre pher na
Mere ek aur ek gyarah, tabhi math mein fail tha
Do ikkamm do, do doone chaar, do tiya chhe
Do chukke aath, do panje das, ek aur ek gyarah