MyLyricsFinder

700

Visual G

00:13.82 “Pen mein se aah hi nahi, bhari padi hai red wine”

Lyrics Timed, click a line to jump

Hata tera gang sign, hata tera bad rhyme
Pen mein se aah hi nahi, bhari padi hai red wine
Ye le teri deadline, nahi toh teri headline
Chapegi waha agar baatein kari death line

Saath baithe rehte VIP, old days bhula nahi
Gold meri baatein ke wazan kabhi tola nahi
Poochhe kya location, hip-hop meri colony
MP07 markat zyada bolo nahi
Karta fly zara dekh mere bhai
Teri saal ki kamai maine thaal pe sajayi
Picasso painting tere gaal pe banayi
Cold flows no bro, lala od le rajayi
Bande python phir bhi na development
Inki jawani rap talent, inki chalti na commitment
Dhande flop no settlement, bandi hot no silicon
Uski chaal like chaligan, ye track hai lyrical
Phir bhi pop hai typical, scene mein khauf hai critical
Bank bhara mera pura phir bhi paon mein Paragon
Chambal tone mein aur NCR ka rapper
Rago mein tabhi yaadi kehta saale ke tu
Hata tera gang sign, hata tera bad rhyme
Pen mein se aah hi nahi, bhari padi hai red wine
Ye le teri deadline, nahi toh teri headline
Chapegi waha agar baatein kari death line
Hata tera gang sign, hata tera bad rhyme
Pen mein se aah hi nahi, bhari padi hai red wine
Ye le teri deadline, nahi toh teri headline
Chapegi waha agar baatein kari death line
Haan pehle hi bola tha wine bhari mere pen mein
Aaye yaha pe goat toh phir mare pade mem ne
Koi bhi nahi kami bete yaha pe mere aim mein
Body count bade mera saap na ke dam mein
Call kar mujhe agar bar ki ho crisis
Saath maine rakhi yaha pe shakuni ke dices
Scene ke liye hai kare gaane sacrifices
Meri zindagi ki movie Dark Knight Rises
Jaha pair pade mere waha pe udenge parinde
Hame likha re darinde bande chhodte nahi zinde
Mujhe pata mere jaisa tu yaha likh nahi pata
Gala faad ke bhi tu yaha bik nahi pata
Tik nahi pata mere sheher ki hawa mein
Hum faadte toh kaam na ye dhua aur dawa de
Teri maid ki bula de teri khui ko sukha de
Shine aayi aankhon mein saari kaali raaton mein
Bheege jazbaaton mein ek hi gaane lakho mein
Bande khade naakon pe nahi jaate jaaton pe
Bina pooche kaatenge jaise chaalu auto pe
Abhi bhi hai ghaaton mein jo na maane laaton mein
Japti mein kari hai utaari teri khaaton mein
Celebrate cake cut ki jagah pe diya cactus
Toh kyun badle mein bhool dun main kaaton ke