MyLyricsFinder

Lyrics

Main akela hi chala, akela hi chalaa Main akela hi chala, oh manzil, magar Raasta hai mera ghar, faaslo se kya hai dar Main akela hi chala, oh manzil, magar log aate gaye, saath banta gaya Kaarwaan, yeh kaarwaan, wo oh Akela fir bhi na akele raha main Jahan, taaron ki saajishe, sehmi si baarish meri rooh ko sehlaye, rooh ko sehlaye Wapis na aau main, kahin ko jaau main jo, mujh mein samaye yeh raahein rooh kahi badal na jaaye, yeh raahein Kyu akela chal raha raahi bekhabar jo khada hu idhar, main tera humsafar Main akela hi chala, oh manzil magar log aatey gaye, saath banta gaya Yeh karwaa, yeh karwaan, woh oh Akela fir bhi na akela raha main Karwaan Karwaan Karwaan Woh oh Finished

Can't get it out of your head? Play “Karvaan” yourself.