MyLyricsFinder

Aas

Zidd

00:55.25 “bistar pe bikhre khayaal”

Lyrics Timed, click a line to jump

♪
bistar pe bikhre khayaal
simat-te nahi
khwabon ki diwaar
bikharti rahi
aakhon ka jazba
murjhata raha
mera voh tukda
ab mera, na raha
kaha hai, voh kahani?
ghum gayi, ghul gayi
kitaabon me jo likhi
hai vahi? ya nahi?
(kahani, kahani, kahani)
(kaha hai?)
(kahani, kahani, kahani)
(kaha hai?)
(kahani, kahani, kahani)
(kaha hai?)
(kahani, kahani, kahani)
(kaha hai?)
♪
♪
lafzo me khushboo
hai tishnagi ki
aahon me nafrat
hai ansuni si
dhundu kidhar(dhundu kidhar)
ab khudi ka jahaan?
kay khudi ki yuurish
me dooba ho kaha?
rehta hu ab
intezaar me fanaa
theher ke mile
kahaani ka sira
kaha hai, voh kahani?
ghum gayi, ghul gayi
kitaabon, me jo likhi
hai vahi? ya nahi?
♪
♪
kaha hai voh kahani?
ghum gayi? ghul gayi?
(voh kahani) voh kahani ghum gayi
(voh kahani) voh kahani ghul gayi
ghum gayi, ghul gayi
ghum gayi, ghul gayi
kaha ghum gayi?
kaha ghum gayi?
♪